57+ Famous Amzad Khan Dialogues | Amzad Khan Quotes From Movies
Best Iconic Dialogues Of Amzad Khan With Images : Read And Share Amzad Khan's Superhit Dialogues, Most Inspiring Quotes From Amzad Khan, Cute Romantic Dialogues Of Amzad Khan And Famous Hindi Shayari From Amzad Khan Movies.
Most Memorable Dialogues Of Amzad Khan
- 1 -
"Jis Din Main Bhaag Nikla, Bahut Pachtaoge Thakur" - Sholay
- 2 -
"Bach Gaya Saala!" - Sholay
- 3 -
"Daulat Ka Pedh Jab Bhi Ughta Hai, Paap Ki Zameen Mein Hi Ughta Hai" - Kaalia
- 4 -
"Is Pistol Mein Teen Zindagi, Teen Maut Bandh Hai, Dekhen Kisse Kya Milta Hai" - Sholay
- 5 -
"Che Goli Aur Aadmi Teen, Bahut Nainsaafi Hai Yeh" - Sholay
Amzad Khan's Motivational Dialogues
- 6 -
"Iski Sazaa Milegi, Barabar Milegi!" - Sholay
- 7 -
"Kya Samajhkar Aaye The, Ki Sardar Bahut Khush Hoga, Shabashi Dega?" - Sholay
- 8 -
"Yeh Ramgarh Waale Apni Betiyon Ko Kaun Chakki Ka Pisa Aata Khilate Hai Re?" - Sholay
- 9 -
"Soowar Ke Bachcho!" - Sholay
- 10 -
"Ab Goli Kha" - Sholay
Most Inspirational Quotes From Amzad Khan's Movies
- 11 -
"Holi Kab Hai, Kab Hai Holi, Kab?" - Sholay
- 12 -
"Holi Kab Hai, Kab Hai Holi, Kab?" - Sholay
- 13 -
"Yahan Se Pachas Pachas Kos Door Gaon Mein, Jab Bachcha Raat Ko Rota Hai, Toh Maa Kehti Hai Bete Soo Ja, Soo Ja Nahi Toh Gabbar Singh Aa Jayega" - Sholay
- 14 -
"Yeh Haath Humko De De Thakur" - Sholay
- 15 -
"Joh Darr Gaya, Samjho Marr Gaya" - Sholay
Famous Hindi Shayari From Amzad Khan Movies
- 16 -
"Tera Kya Hoga Kaalia?" - Sholay
- 17 -
"Jab Tak Tere Pair Chalenge Uski Saans Chalegi, Tere Pair Ruke Toh Yeh Bandook Chalegi" - Sholay
- 18 -
"Bahut Yaraana Lagta Hai" - Sholay
- 19 -
"Kitney Aadmi The?" - Sholay
- 20 -
"Arrey Oh Sambha, Kitna Inaam Rakhe Hai Sarkar Ham Par?" - Sholay
Best Instagram Captions From Amzad Khan Movie Dialogues
- 21 -
"Gabbar Ke Taap Se Tumhe Ek Hi Aadmi Bacha Sakta Hai, Ek Hi Aadmi, Khud Gabbar" - Sholay
- 22 -
"Apne Maathe Se Paseena Poch, Agar Tere Gande Paseene Ki Ek Boond Bhi Is Dharti Par Gir Gayi, Toh Is Dharti Se Anaaj Ughna Band Ho Jayega" - Phool Khile Hain Gulshan Gulshan
- 23 -
"Is Pistol Mein Teen Goliyan Hai, Kitni Khaoge?" - Qurbani
- 24 -
"When I Kill Them, They Stay Dead" - Charas
- 25 -
"Nahi Dalenge Hum Haath Izzat Pe Tumhari, Pehnayenge Mangalsutra Yahi Khwaish Hai Hamari" - Maqsad
Top Dialogues Status For Whatsapp From Amzad Khan Movies
- 26 -
"Ban Gaya Main Bhi Mazdoor Aaj Se, Aaj Chutti Hai, Kaam Karoonga Kal Se" - Maqsad
- 27 -
"Aaj Hum Teri Jawani Se Zaroor Khelenge" - Ganga Ki Saugand
- 28 -
"Yeh Dilli Ki Parliament Nahin Hai, Hamari Parliament Hai, Yahan Wahi Aadmi Bolega, Jise Hum Sawaal Poochenge" - Himmatwala (1983)
- 29 -
"Kaante Beejhne Waale Kaanto Par Hi Chala Karte Hai, Kaante Beejhkar Phoolon Ki Umeed Moorkh Kiya Karte Hai" - Bees Saal Baad
- 30 -
"Meri Jaan Tujhe Mere Haathon Marna Hai, Usko Yaad Karle Jisse Yaad Karna Hai" - Samraat
Superhit Dialogues Quotes Of Amzad Khan in Hindi
- 31 -
"Mere Raaste Mein Aane Ki Koshish Mat Karna, Kadam Kadam Pe Barood Biccha Hua Hai, Chithre Udh Jayenge Tumhare, Koi Pehchaan Nahi Payega Ke Tumhare Tudke Hai Ya Ret Ke Zarre" - Himmatwala (1983)
- 32 -
"Bachche Tumne Sirf Shehar Ke College Mein Padai Ki Degree Li Hai, Maine Yeh Duniya Ke College Mein Tajurbe Ki Padai Haasil Ki Hai" - Himmatwala (1983)
- 33 -
"Kabhi Kabhi Dushman Ki Zindagi, Uski Maut Se Zyada Faydemand Hoti Hai" - Kasme Vaade
- 34 -
"Ek Toh Waise Teri Shakal Kharab Hai, Upar Se Royega Aur Manhus Lagega" - Himmatwala (1983)
- 35 -
"Lagta Hai Sode Ki Bottal Ke Tarah Josh Khatam Ho Gaya Hai" - Satte Pe Satta
Funny Memes From Amzad Khan Movies Dialogues
- 36 -
"Kal Mila Waqt Toh Zulfein Teri Suljha Doonga, Aaj Uljha Hoon Halaat Ke Suljhane Mein" - Samraat
- 37 -
"Ek Bakri Hokar Tune Sher Ki Jabde Mein Haath Daala Hai" - Himmatwala (1983)
- 38 -
"Hum Unlogo Mein Se Nahin Hai, Joh Saanp Ka Sar Kuchalkar Usse Maar Dalte Hai, Hum Unlogo Mein Se Hai, Joh Saanp Ka Sar Pakad Lete Hai Aur Uske Baad Uske Zehrile Daanton Ko Nikaalkar, Usse Nachate Hai Aur Paisa Kamate Hai" - Himmatwala (1983)
- 39 -
"Kutton Aur Bikhariyon Ka Andhar Aana Mana Hai" - Kaalia
- 40 -
"Is Mein Sirf Itni Zindagi Baki Chhodna, Ki Yeh Apni Maut Apni Aankhon Se Dekh Sake" - Mr. Natwarlal
अमजद खान के सुपरहिट डायलॉग
- 41 -
"Aulad Na Ho Dukh Hota Hai, Aulad Ho Aur Marr Jaye Bahut Dukh Hota Hai, Lekin Aulad Ho Aur Nalayak, Toh Bardaash Nahi Hota" - Laawaris (1981)
- 42 -
"Tum Aadmi Mamuli Nahi Bahut Azeem Ho, Agar Yeh Anarkali Hai Toh Tum Uske Salim Ho" - Maqsad
- 43 -
"Bhoolkar Bhi Paise Nahi Deta Mera Baap, Kaise Khareedon Kaise Padhon Koi Kitaab" - Maqsad
- 44 -
"Buddhoo Samajhke Karta Hai Meri Maskari, Gusse Mein Aaonga Toh Kar Donga Teri Kir-Kiri" - Maqsad
- 45 -
"Bina Shaadi Karvaye Aap Marne Chale, Bandook Haath Mein Li Nahi Jung Ladne Chale" - Maqsad
अमजद खान के दमदार डायलॉग
- 46 -
"Gabrana Mat Ab Main Loogna Iski Jaan, Isse Gilori Banake Khaonga Jaise Ho Banarasi Paan" - Maqsad
- 47 -
"Vishvas Mat Karna Ispe, Naqli Hai Iska Jhanda, Kabhi Kutte Ke Pet Se Nikla Hai Murgi Ka Unda?" - Maqsad
- 48 -
"Joh Koi Hamare Kanoon Ke Khilaaf Bagavat Karne Ki Koshish Karta Hai, Toh Hum Usse Bina Phatak Ki Railway Line Par Leta Kar Uski Zindagi Khatam Kar Dete Hain" - Himmatwala (1983)
- 49 -
"Thu Thu Thu, Sharafat Ki Vardiyon Mein Kaise Kaise Baimaanon Ne Shareer Apne Chupa Rakhe Hai" - Himmatwala (1983)
- 50 -
"Main Aag Se Khelta Hoon, Raakh Jhatak Deta Hoon" - Nastik
#
- 51 -
"Janam Tera Is Duniya Mein Kabhi Nahi Hoga, Main Shaadi Nahi Karoonga, Tu Paida Kaise Hoga?" - Maqsad
- 52 -
"Baandha Na Mangalsutra Maine Kabhi Kisi Ko, Tum Ghabrao Ya Chillao, Baandhonga Main Tumhi Ko" - Maqsad
- 53 -
"Jabse Dekha Hai Maine Is Daas Ko, Na Shakespeare Ko Padha Hai Na Kalidas Ko" - Maqsad
- 54 -
"Bacha Tha Ek Hi Dost, Uski Bhi Ho Rahi Hai Shaadi, Yahan Har Mandap Se Ladki Bhaagti Hai, Isse Kehte Hai Barbaadi" - Maqsad
- 55 -
"Aaj Tune Aag Mein Haath Daala Hai" - Ganga Ki Saugand
#
- 56 -
"Chadte Tave Ke Upar Agar Do Teen Rotiyan Faltu Pakayi Jaaye Toh Koi Harz Nahi Hai, Ek Baar Tava Utar Gaya Toh Mamla Thanda Ho Jaata Hai" - Chameli Ki Shaadi
- 57 -
"Kiya Aaj Maine Akalmandi Ka Kaam, Ticket Lottery Ka Liya Aur Paya Inaam, Sunke Tum Log Hoge Khushi Se Naach, Inaam Mein Mile Mujhe Rupai Paanch" - Maqsad
Related Posts :
Thanks For Reading Amzad Khan Dialogues | Amzad Khan Quotes From Movies. Please Check Daily Updates On TheMoviesRepublic.com For Get Latest Movie Reviews, Web Series Reviews, Movies And Web Series Lists And Interesting Facts About Movies in Hindi.
No comments:
Post a Comment