67+ Famous Amrish Puri Dialogues | Amrish Puri Quotes From Movies
Best Iconic Dialogues Of Amrish Puri With Images : Read And Share Amrish Puri's Superhit Dialogues, Most Inspiring Quotes From Amrish Puri, Cute Romantic Dialogues Of Amrish Puri And Famous Hindi Shayari From Amrish Puri Movies.
Most Memorable Dialogues Of Amrish Puri
- 1 -
"Duniya Ki Nazar Mein Mare Hue Log Kabhi Zinda Nahi Hote, Varna Zindagi Khud Pareshaan Ho Jaati Hai" - Deewana
- 2 -
"Dong Kabhi Wrong Nahi Hota!" - Tahalka
- 3 -
"Jahan Meri Awaaz Pahunch Sakti Hai, Wahan Meri Goli Bhi Pahunch Sakti Hai" - Phool Aur Kaante
- 4 -
"Yeh Daulat Bhi Kya Cheez Hai, Jiske Pass Jitni Bhi Aati Hai, Kam Hi Lagti Hai" - Deewana
- 5 -
"Joh Zindagi Mujhse Takrati Hai, Woh Sisak-Sisakar Dum Todhti Hai" - Ghayal
Amrish Puri's Motivational Dialogues
- 6 -
"Zarooraton Ne Par Kaat Diye Hai, Roti Paon Ki Zanjeer Ban Gayi Hai" - Dilwale Dulhania Le Jayenge
- 7 -
"Aaisi Maut Maroonga Is Kamine Ko, Ki Bhagwan Yeh Punar Janam Waala System Hi Khatam Kar Dega" - Karan Arjun
- 8 -
"Arre Wah Laddoo... Tere Pyar Ki Tarah Meethe Aur Mere Dil Ki Tarah Naram" - Chori Chori Chupke Chupke
- 9 -
"Aadmi Ke Pass Dimag Ho Na, Toh Woh Apna Dard Bhi Bech Sakta Hai" - Aitraaz
- 10 -
"Joh Achcha Tairakh Hota Hai Na, Woh Toofani Lehron Mein Beh Nahi Jaata, Balki Unhi Lehron Ko Apni Naav Bana Leta Hai" - Shahenshah
Most Inspirational Quotes From Amrish Puri's Movies
- 11 -
"Ghaas Aur Dushmani Kahin Bhi Aur Kabhi Bhi Pehda Ho Sakte Hai" - Koyla
- 12 -
"Mere Dushmano Ko Sar Chupane Ke Liye Jagah Dene Waalon, Main Tumhari Chittaon Ko Jalne Ke Liye Jagah Nahi Doonga" - Karan Arjun
- 13 -
"Mogambo Khush Hua" - Mr. India
- 14 -
"Business Mein Laga Hua Rupaiya, Saanp Ke Daanto Mein Phase Hue Mendhak Ki Tarah Hota Hai" - Shahenshah
- 15 -
"Premi Hai, Pagal Hai, Deewana Hai" - Diljale
Famous Hindi Shayari From Amrish Puri Movies
- 16 -
"Itne Tukde Karoonga Ki Pehchana Nahi Jayega" - Gadar: Ek Prem Katha
- 17 -
"Rasam Nibhane Ke Liye Havan Mein Ghee Dalna Hi Padta Hai, Lekin Phir Ussi Aag Se Ghar Bhi Jalaya Ja Sakta Hai" - Deewana
- 18 -
"Jawani Mein Aksar Break Fail Ho Jaya Karti Hai" - Phool Aur Kaante
- 19 -
"Ja Simran, Ja Jeele Apni Zindagi, Ja Beta Ja" - Dilwale Dulhania Le Jayenge
- 20 -
"Galati Ek Baar Hoti Hai, Do Baar Hoti Hai, Lekin Teesri Baar Iraada Hota Hai" - Ilaaka
Best Instagram Captions From Amrish Puri Movie Dialogues
- 21 -
"Paison Ke Mamle Mein Main Pehdaishi Kamina Hoon, Dosti Aur Dushmani Ka Kya, Apno Ka Khoon Bhi Pani Ki Tarah Baha Deta Hoon" - Karan Arjun
- 22 -
"Hamare Haath Wahan Tak Pahunchte Hai, Jahan Aaj Tak Science Bhi Nahi Pahunch Pai" - Hulchul (1995)
- 23 -
"Tabaadlo Se Ilaake Badalte Hai, Iraade Nahi" - Garv
- 24 -
"Har Aadmi Ka Kuch Na Kuch Daam Hota Hai, Daam Dedo, Aadmi Tumhara" - Mashaal
- 25 -
"Police Ka Kaam Hai Kauwon Ki Tarah Choch Marna, Aur Hamara Kaam Hai Unhe Bajra Dalkar Gumrah Karna" - Tridev
Top Dialogues Status For Whatsapp From Amrish Puri Movies
- 26 -
"Tip Baad Mein Dena Toh Ek Rivaaz Hai, Pehle Dena Achchi Service Ki Guarantee Hai" - Shahenshah
- 27 -
"Mil-Julkar Sharaab Peene Se Dosti Aur Zyada Badti Hai" - Teri Meherbaniyan
- 28 -
"Mere Bayaan Ka Ek Ek Lafz, Gita Aur Ramayan Ki Tarah Pavitra Aur Sach Hai, Aur Sach Ke Sivah Kuch Nahi Hai" - Badal
- 29 -
"Ajgar Kisse, Kab Aur Kahan Nighal Jaata Hai, Yeh Toh Marne Waale Ko Bhi Pata Nahin Chalta" - Vishwatma
- 30 -
"Sarkar Badalte Hi Netao Ko Afsaro Ka Tabaadla Karne Ki Purani Bimari Hai" - Garv
Superhit Dialogues Quotes Of Amrish Puri in Hindi
- 31 -
"Main Fauladi Shaitan Ki Madad Se Sultan Toh Kya, Sari Duniya Par Fateh Hasil Kar Sakta Hoon, Shaitan Zindabad, Shaitan Zindabad" - Ajooba
- 32 -
"Jis Din Main Koi Gori Titli Dekh Leta Hoon Na, Mere Khoon Mein Sehkado Kaale Kutte Ek Saath Bhaukne Lagte Hai" - Shahenshah
- 33 -
"Amrica Mein Pyar Ka Matlab Hai Len Den, Lekin Hindustan Mein Pyar Ka Matlab Hai Sirf Dena, Dena, Dena" - Pardes
- 34 -
"Khoon Ki Holi Aap Jaise Politicians Khelte Hain, Police Nahin" - Garv
- 35 -
"Arjun Kabhi Marte Nahin, Arjun Ladte Hain!" - Garv
Funny Memes From Amrish Puri Movies Dialogues
- 36 -
"Bacha Maa Ki Kok Mein Baad Mein Panapta Hai, Humra Ghulam Pehle Banta Hai" - Koyla
- 37 -
"Aaisi Nass Dabaonga Ki Cheenk Nikal Jayegi" - Damini
- 38 -
"Yeh Adaalat Hai, Koi Mandir Ya Dargah Nahi Jahan Mannatein Aur Muraadein Poori Hoti Hai, Yahan Dhoop Batti Aur Narayal Nahi, Balki Thos Saboot Aur Gawah Pesh Kiye Jaate Hai" - Damini
- 39 -
"Zindagi Sirf Pyar Par Nahi Palti, Zindagi Chalane Ke Liye Paisa Chahiye, Aaram Chahiye, Rutba Chahiye" - Chachi 420
- 40 -
"Agar Jurm Ko Khatam Karna Hai Toh Mujrim Ko Berahami Se Foran Khatam Kar Dena Chahiye, I Believe In Bullet For Bullet" - Jaan
अमरीश पूरी के सुपरहिट डायलॉग
- 41 -
"Aapke Aasoon Mera Dard Ban Jayenge, Aur Aapki Takleefien Meri Pareshaniyan Kehlayengi" - Sadak Chhap
- 42 -
"Aaj Hoga Mere Aakhri Dushman Ka Khaatma, Aur Phir Kehlaunga Main Is Duniya Ka Vishwatma" - Vishwatma
- 43 -
"Bhudhape Mein Jism Bekaar Ho Jaate Hai, Lekin Tune Toh Apni Zindagi Hi Bekaar Kar Di" - Karan Arjun
- 44 -
"Maut Apni Jagah Aur Waqt Likhakar Aati Hai" - Gangaa Jamunaa Saraswati
- 45 -
"Talwar Kitni Bhi Tezz Ho, Lekin Apne Mayaan Ko Kabhi Nahi Kaatti" - Aaj Ka Arjun
अमरीश पूरी के दमदार डायलॉग
- 46 -
"Saanp Ke Bil Mein Ghuskar Zeharilay Phanon Se Dushmani Nahi Lete, Varna Khoon Ke Saath Zehar Bhi Dil Mein Ghus Jayega" - Dadagiri
- 47 -
"Sher Ke Kharrate Bhaukte Hue Kutte Se Zyada Khatarnak Hote Hai" - Haqeeqat
- 48 -
"Balraj Apne Dushman Ko Us Waqt Tak Nahi Bhoolta, Jab Tak Usse Shamshan Tak Nahi Pahuncha Deta" - Zulmi
- 49 -
"Tere Saare Khandaan Ki Maut, Mere Haath Ki Lakeeron Mein Likhi Hai" - Karan Arjun
- 50 -
"Hamare Ghar Ki Bahu Betiyan Jab Kabhi Beizzati Ke Daldal Mein Kadam Rakhti Hai, Toh Hum Unhe Haveli Ki Char Deewari Mein Zinda Chunwa Dete Hai" - Karan Arjun
#
- 51 -
"Apni Kisi Pyari Cheez Par Jab Chot Ka Nishaan Lagta Hai, Toh Dil Mein Dard Jaag Uthta Hai" - Phool Aur Kaante
- 52 -
"Aaj Tak Woh Rassi Hi Nahi Batti Gayi, Joh Mujhe Phansi Laga Sake" - Andhaa Kaanoon
- 53 -
"Mere Hi Kutte Ne Mujhe Kaata" - Hero (1983)
- 54 -
"Tune Mere Khoon Ke Cheente Udhaye Hai, Main Teri Dajjiyan Udha Doonga" - Phool Aur Kaante
- 55 -
"Apne Raaste Se Kaanto Ko Hata Dena Aur Dushmano Ko Mita Dena, Hamare Khandan Ki Parampara Hai" - Karan Arjun
#
- 56 -
"Somvaar Ko Sagai, Phir Ganga Ki Bidai, Aur Bhabhi Issi Baat Par Khila Do Hum Sabko Mithai" - Pardes
- 57 -
"Insaan Ka Jab Waqt Pura Ho Jaye, Toh Kadam Khud Ba Khud Wahan Pahuncha Dete Hai, Jahan Maut Bahen Phalye Uska Intezar Kar Rahi Ho" - Gangaa Jamunaa Saraswati
- 58 -
"Gareeb Ka Muqaddar Us Par Reham Karne Se Nahi, Balki Us Mein Zimmedari Pehda Karne Se Badla Jaata Hai" - Suryaa
- 59 -
"Aadmi Jisko Joh Samajhta Hai Woh Woh Nahi Hota, Aur Joh Hota Hai Woh Nazar Nahi Aata, Aur Joh Nazar Aata Hai Woh Usse Kuch Alag Hi Hota Hai" - Sadak Chhap
- 60 -
"Upar Waale Ne Yeh Dil Patthar Ka Banaya Hai, Isse Shock Toh Lag Sakta Hai, Lekin Kabhi Stop Nahi Ho Sakta" - Muqaddar Ka Badshaah
#
- 61 -
"Agar Andar Ka Dard Bol Sakta, Toh Angara Ka Har Zakhm Ek Kitaab Hota" - Hulchul (2004)
- 62 -
"Hamara Rasta Kaatne Waali Koi Bhi Billi, Zinda Nahi Rehti" - Ilaaka
- 63 -
"Sooraj Dhalne Se Pehle Tumhare Kadamon Ke Nishaan Is Gaon Ki Mitti Se Mitt Jaane Chahiye, Varna Tum Mitta Diye Jaoge" - Suryaa
- 64 -
"Apne Aasoon Sukh Jaye Toh Aadmi Doosron Ke Aasoon Pochne Chala Jata Hai" - Tridev
- 65 -
"Hum Khandani Thakur Hai, Hamari Ragon Mein Khoon Ke Saath Saath Zid Aur Ahankaar Bhi Daudta Hai" - Karan Arjun
#
- 66 -
"Woh Meri Jagah Doosre Vyakti Badal Sakte Hai, Hamare Sankalp Aur Vichaar Nahi" - Garv
- 67 -
"Badla Jitna Itminan Se Liya Jaaye, Utna Hi Uska Mazaa Badh Jaata Hai" - Hulchul (1995)
Related Posts :
Thanks For Reading Amrish Puri Dialogues | Amrish Puri Quotes From Movies. Please Check Daily Updates On TheMoviesRepublic.com For Get Latest Movie Reviews, Web Series Reviews, Movies And Web Series Lists And Interesting Facts About Movies in Hindi.
No comments:
Post a Comment