75+ Best Patriotic Dialogues Quotes From Bollywood Movies Of All Time
Desh bhakti dialogues from hindi movies : read and share awesome patriotic Bollywood movies dialogues in Hindi/English, desh bhakti dialogues and quotes for independence day & republic day and desh bhakti shayari status dialogues for WhatsApp/fb with hd images.
देश भक्ति से भरे हुए डायलोग बॉलीवुड फिल्मों से
- 1 -
"Jab wahan border par log apni neend ki parwah kiye bina jagte hain, tab tumhein yahan sheher mein chain ki neend aati hain." - Holiday: a soldier is never off duty
- 2 -
"Aap namak ka haq adaa kijiye, main mitti ka haq adaa kart ahu." - The legend of bhagat singh
- 3 -
"Religion wala jo column hota hai, usmein hum bold aur capital mein indian likhte hain." - Baby
- 4 -
"Watan ke aage kuch nahi, khud bhi nahi." - Raazi
- 5 -
"Chahe humein ek waqt ki roti na mile, badan par kapde na ho, sar par chhat na ho, lekin jab desh ki aan ki baat aati hain, tab hum apni jaan ki baazi laga dete hain." - Jai ho
Most Patriotic Dialogues From Bollywood Movies
- 6 -
"Ye indian army hain, hum dushmani mein bhi ek sharafat rakhte hain." - Lakshya
- 7 -
"Yeh azaadi ki ladai hain, guzre hue kal se azaadi, aane waale kal ke liye." - Mangal pandey: the rising
- 8 -
"Aisi sabhyata jisme ek catholic aurat pradhan mantri ki kursi, ek sikh ke liye chod deti hain aur ek sikh, pradhan mantri pad ki shapat ek muslim rashtrapati se leta hain, uss desh ki bhaag daud sambhalne ke liye jisme 80 pratishat log hindu hain." - Namastey london
- 9 -
"Mujhe states ke naam na sunayi dete hain na dikhayi dete hain, sirf ek mulk ka naam sunai deta hai, india." - Chak de! India
- 10 -
"Ek angrez ne mujhse kaha tha ki tum gulam ho, hindusthan ki dharti se darpok paida hote hai, aaj jawab dene ka waqt aa gaya hai" - kesari
Top Patriotic Quotes in Hindi From Bollywood Movies
- 11 -
"Yeh hindustan ab chup nahi behtega, yeh naya hindustan hai, yeh ghar mein ghusega bhi aur maarega bhi" - uri: the surgical strike
- 12 -
"Aao jhuk kar salaam kare unhe jinke hisse mein yeh mukaam aata hai, kis kadhar khush naseeb hai woh log, khoon jinka watan ke kaam aata hai" - ab tumhare hawale watan sathiyo
- 13 -
"Hum hi hum hai toh kya hum hai, tum hi tum ho toh kya tum ho" - border
- 14 -
"Some goals are so worthy, it's glorious even to fail" - loc kargil
- 15 -
"Jung joh hai na, shaheed hokar nahi, dushman ko shaheed karke jeeti jaati hai" - ghazi attack
Patriotic Dialogues Status From Bollywood Movies For Whatsapp
- 16 -
"Farz aur farzi mein bas ek maatra ka antar hota hai" - uri:the surgical strike
- 17 -
"How’s the josh? High sir." - Uri:the surgical strike
- 18 -
"Mujhe koi credit nahi chahiye. Mujhe apne kaam se matlab hai kyunki mere liye desh pehle aata hai." - The accidental prime minister
- 19 -
"Mard marta hai toh apni aankhen tirange ki taraf karke marta hai, aur yeh sochta hai ki phir se is desh ke liye kab pehda hoon" - jo bole so nihal
- 20 -
"Hamara hindustan zindabad tha, zindabad hai, aur zindabad rahega!" - Gadar ek prem katha
Patriotic Captions in Hindi For Instagram From Bollywood
- 21 -
"Chahe humein ek waqt ki roti na mile, badan pe kapde na ho, sarr pe chatt na ho, lekin jab desh ki aan ki baat aati hai, tab hum jaan ki baazi laga dete hai" - indian
- 22 -
"Saale apne khud ke desh mein ek sui nahin bana sakte, aur hamara desh todne ka sapna dekhte hain" - krantiveer
- 23 -
"Tum doodh mangoge hum kheer denge, tum kashmir mangoge hum cheer denge" - maa tujhe salaam
- 24 -
"A soldier is never off duty" - holiday
- 25 -
"Desh se wafaadari, kisi ek shaks se gaddari se kahin zyada badhkar hoti hai" - once upon a time in mumbai
Best Desh Bhakti Dialogues For Independence Day
- 26 -
"Ab bhi jiska khoon na khaula, khoon nahin voh paani hai, joh desh ke kaam na aaye woh bekaar jawani hai" - rang de basanti
- 27 -
"Maut ke mandiyon mein ja-jakar apne beto ki boliyan di hai, desh ne jab bhi ek sar manga, humne bhar-bharke jholiyan di hai" - ab tumhare hawale watan sathiyo
- 28 -
"Hum toh kisi doosre ki dharti par nazar bhi nahi dalte, lekin itne nalayak bachche bhi nahi hai, ki koi hamari dharti maa par nazar daale aur hum chup chap dekhte rahe" - border
- 29 -
"Shayad tum nahi jaante , yeh dharti sher bhi pehda karti hai" - border
- 30 -
"A soldier lives by chance, loves by choice and kills by profession" - loc kargil
Best Patriotic Dialogues For Republic Day
- 31 -
"Hum haath milana bhi jaante hai, haath ukhaadna bhi, hum gandhiji ko bhi poojte hai, chandra shekar azad ko bhi, main bhi pehle pyar se samjhata hoon, phir hathyar se" - indian
- 32 -
"Koi bhi desh perfect nahin hota , usse behtar banana padta hai" - rang de basanti
- 33 -
"Meri uniform meri aadat hai, jaise ki saans lena, apne desh ki raksha karna" - rustom
- 34 -
"Tere vaaste ek lakh jawaniyan, par yeh jawani desh ke liye" - heroes
- 35 -
"Mil jaate hai kuch officers hum mein todhe pagal, todhe adhiyal, jinke dimaag mein sirf desh aur desh bhakti ghumti rehti hai, yeh desh ke liye marna nahi chahte, balki jeena chahte hai, taki aakhri saans tak desh ki rakhsha kar sake" - baby
15 August Ke Liye Best Desh Bhakti Dialogues
- 36 -
"Bechkar imaan kamai daulat toh insaan kya, namak khaya jis watan ka, ussi ka na hua toh musalman kya" - tahalka
- 37 -
"They asked us this question on a friday, repeated it on tuesday, I'm just replying on wednesday" - a wednesday
- 38 -
"Desh ki seva karne mein joh maze hai na, woh kisi aur mein nahi hai" - cammando 2
- 39 -
"Religion wala jo column hota hai , usme hum bold aur capital me indian likhte hai." - Baby
- 40 -
"Umare yahan jawan marte nahin hai, ya toh vijayi lautte hai ya amar!" - Heroes
Best Patriotic Dialogues Status For WhatsApp
- 41 -
"Bhagwa, safed, hara jeevan chakra mera, karm, satya, dharti maa inhi mein main pala, bharatiya main jana, bharatiya hi chala, bharatiya main jeeyon, sada bharatiya rahoon, bhagwa, safed, hara jeevan chakra mera" - heroes
- 42 -
"Hum sirf apne baare mein soochte hai, lekin ek fauji poore desh ke baare mein soochta hai" - heroes
- 43 -
"Maa achchi hai, apna khayal rakhti hai, aur main desh ka khayal rakhta hoon" - heroes
- 44 -
"Border pe marne se zyada bada nasha koi nahin hai" - shaurya
- 45 -
"Jung mein jab shoot karne ka order dete hai toh, kab kahan kaise uska toh pata hota hai magar kyun, fauji ko na yeh batate hai, na usse janane ka haq hota hai" - shaurya
Cool Patriotic Captions From Bollywood For Instagram
- 46 -
"Shaurya sirf kisi ko maar girane ko nahi kehte, shaurya sirf salaami dene ko nahi kehte , shaurya toh hamare bahut andhar hota hai , ek hausla, ek himmat" - shaurya
- 47 -
"Yeh azaadi ki ladai hai,. Guzre hue kal se azaadi, aane wale kal ke liye." - Mangal pandey
- 48 -
"Zindagi mein sabse badi khushi tab milti hai, jab aapki country ka flag shaan se lehra raha hota hai" - yaariyan
- 49 -
"Hum duniya ki nazaron mein girenge ya khare utrenge, yeh pata nahi, lekin itna yakeen hai, ki hum khud apne aap se nazarein milake yeh keh payenge, ki humne joh socha woh desh ke liye tha, humne joh kiya woh desh ke liye hai, aur humne joh paaya woh desh ka hoga" - parmanu
- 50 -
"Ab hum darke shaant nahi baithenge, karke shaant baithenge" - parmanu
Nation First Dialogues From Bollywood Movies
- 51 -
"Hero vardi se nahi, iraade se bante hai" - parmanu
- 52 -
"Brabari ka mauqa de, tujhai fauj ke takat dekhata hoon" - baaghi 2
- 53 -
"Pather to theek tha sir, unhe tiranga nahe jalana chaheyai tha" - baaghi 2
- 54 -
"There is nothing personal in the army" - baaghi 2
- 55 -
"Hamare itihaas mein aise kayi log hai jinhe koi inaam, koi medal nahi milta, hum unka naam tak nahi jaante, na hi unhe pehchante hai, sirf watan ke jhande par apni yaad chhod jaate hai" - raazi
Patriotic Dialogues Shayari in Hindi/English
- 56 -
"Hum aur woh milke is mulk ko thodi na banate hai, hum is mulk ko banate hai" - mulk
- 57 -
"Ek mulk kagaz pe naksho ki lakeeron se nahi batta, mulk batta hai rang se, bhasha se, dharam se, zaat se" - mulk
- 58 -
"Hindustan ka sipahi jung ka maidan do hi suraton mein chhodta hai, ya toh jeet haasil karke, ya desh ke liye kurbaan hoke" - anna
- 59 -
"Hindustan ka sipahi jung ka maidan do hi suraton mein chhodta hai, ya toh jeet haasil karke, ya desh ke liye kurbaan hoke" - anna
- 60 -
"Desh ko agar mazboot karna hai toh neev ko mazboot karna hoga" - s.p. Chauhan
Best Patriotic Quotes From Indian Movies
- 61 -
"Band aankhon se teer chalane wal ebhi hote hai humare yahan, aur meri aankhen toh abhi bhi sahi salaamat hai" - s.p. Chauhan
- 62 -
"Yeh indian army hai, hum dushmani mein bhi ek sharafat rakhte hai" - lakshya
- 63 -
"Ek sachche desh bhakt ko hum fauj se nikaal sakte hai, lekin uske dil se desh bhakti nahi" - jai ho
- 64 -
"No matter how he is, there are 2 things an indian does not like, one a loss in cricket, second an attack on his nation" - kaante
- 65 -
"Main nahi manta hamara desh duniya ka sabse mahaan desh hai, lekin yeh zaroor manta hoon, ki hum mein kabliyat hai, taqat hai, apne desh ko mahaan banane ki" - swadesh
Independence Day Dialogue Status
- 66 -
"Joh desh ke liye ladte hai, unki maut ka countdown unki pehli saans ke saath shuru ho jaata hai" - bang bang
- 67 -
"Aap logon ko bas peeth par vaar karna aata hai, par hum hindustaniyon ne kabhi peeth dikhana seekha hi nahi hai" - sarabjit
- 68 -
"Hum hindustaani ek hai aur ek hi rahenge, aur desh ke hare k dushman ko milkar marenge" - pukar
- 69 -
"Agar humari pehchaan hai toh sirf ek, ki hum kuwaiti nahi, hinustani hai. Saath hai toh kuch hain, warna nothing!" - Airlift
- 70 -
"Desh par marne wala kabhi nhi marta" - purab aur pashchim
Desh Bhakti Dialogues Hindi From Bollywood Films
- 71 -
"Hum log laute na laute, ye baxe laute na laute, lekin humari kahaniya zaroor lautengi" - 72 hours
- 72 -
"Ja beta,.thok de!" - Soorma
- 73 -
"Abhi tak india chup tha. Ab hum log bolega aur duniya sunega" - gold
- 74 -
"Humaray ghar mein inqlaab zinda baad pehlai hota hai fir nashta hota hai" - gold
- 75 -
"Shikaar toh sab karte hai. Lekin tiger se behtaar shikaar koi nahin karta." - Tiger zinda hai
Related Posts :
Thanks For Reading Patriotic Dialogues Quotes From Bollywood Movies Of All Time. Please Check Daily Updates On TheMoviesRepublic.com For Get Latest Movie Reviews, Web Series Reviews, Movies And Web Series Lists And Interesting Facts About Movies in Hindi.
No comments:
Post a Comment