Nana Patekar Ke Dialogue | 95+ Famous Nana Patekar Quotes Shayari From Movies
Best Iconic Dialogues Of Nana Patekar With Images : Read And Share Nana Patekar's Superhit Dialogues, Most Inspiring Quotes From Nana Patekar, Cute Romantic Dialogues Of Nana Patekar And Famous Hindi Shayari From Nana Patekar Movies.
Most Memorable Dialogues Of Nana Patekar
- 1 -
"Usne Rulaya Hai, Wohi Hasayega" - Ghulam-E-Musthafa
- 2 -
"Dhande Mein Koi Kisika Bhai Nahi, Koi Kisika Beta Nahi" - Parinda
- 3 -
"Yeh Dukh Naam Ki Bimari Ka Ilaaj Kisi Doctor Ke Paas Bhi Nahi, Iska Ilaaj Khud Dhoondna Padta Hai, Dukh Ko Bhoolna Parta Hai" - Parinda
- 4 -
"Kaunsa Kanoon, Kaisa Kanoon, Yeh Kanoon Toh Chand Mujrimon Ki Rakhail Ban Behta Hai" - Tirangaa
- 5 -
"Sau Mein Se Assi Beimaan, Phir Bhi Mera Desh Mahaan" - Yeshwant
Nana Patekar's Motivational Dialogues
- 6 -
"Jaan Mat Maangna, Iski Bazaar Mein Koi Keemat Nahi Hai" - Ghulam-E-Musthafa
- 7 -
"Yeh Sharif Log Bahut Badmash Hote Hai, Sharafat Ki Zubaan Nahi Samajhte Hai" - Welcome
- 8 -
"Tujhe Aaisi Maut Maroonga, Ki Teri Paapi Atma Agle Saat Janam Tak, Kisi Doosre Shareer Mein Ghusne Ke Pehle Kaanp Uthegi" - Tirangaa
- 9 -
"Upar Waala Bhi Upar Se Dekhta Hoga Toh Usse Sharam Aati Hogi, Sochta Hoga Maine Sabse Khoobsurat Cheez Banayi Thi, Insaan, Neeche Dekha Toh Sab Keede Ban Gaye, Keede!" - Krantiveer
- 10 -
"Maratha Marta Hai Yah Maarta Hai" - Tirangaa
Most Inspirational Quotes From Nana Patekar's Movies
- 11 -
"Yeh Toh Laal Mirch Hai Teekhi Teekhi, Haath Lagao Toh Haath Jale, Mooh Lagao Toh Mooh Jale, Dil Lagao Toh Dil Jale" - Tirangaa
- 12 -
"Giro Saalo Giro, Lekin Giro Toh Us Jharne Ki Tarah, Joh Parbat Ki Oonchai Se Girke Bhi Apni Sundarta Khone Nahi Deta, Zameen Ke Teh Se Milke Bhi Apni Astitva Ko Narth Nahi Hone Deta" - Yeshwant
- 13 -
"Bhagwan Ka Diya Hua Sab Kuch Hai, Daulat Hai, Shauhrat Hai, Izzat Hai" - Welcome Back
- 14 -
"Yeh Musalman Ka Khoon Yeh Hindu Ka Khoon, Bata Is Mein Musalman Ka Kaunsa Hindu Ka Kaunsa, Bata!" - Krantiveer
- 15 -
"Ek Machhar Sala Aadmi Ko Hijda Bana Deta Hai!" - Yeshwant
Famous Hindi Shayari From Nana Patekar Movies
- 16 -
"Saale Apne Khud Ke Desh Mein Ek Sui Nahin Bana Sakte, Aur Hamara Desh Todne Ka Sapna Dekhte Hain" - Krantiveer
- 17 -
"Aa Gaye Meri Maut Ka Tamasha Dekhne" - Krantiveer
- 18 -
"Apna Toh Ussool Hai, Pehle Laat, Phir Baat, Uske Baad Mulaqat" - Tirangaa
- 19 -
"Kutte Ki Tarah Jeene Ki Aadat Padhi Hai Sabko" - Krantiveer
- 20 -
"Behetar Hai Tu Apna Iraada Badal De, Nahin Toh Main Tera Naksha Badal Doonga" - Ghulam-E-Musthafa
Best Instagram Captions From Nana Patekar Movie Dialogues
- 21 -
"Maut Se Badkar Koi Dost Nahi Hai, Hamesha Mere Saath Chalti Hai" - Ghulam-E-Musthafa
- 22 -
"Tumhare Napaak Kadam Aage Mat Badaoo, Todhkar Tumhare Gaale Mein Pehna Denge" - Krantiveer
- 23 -
"Biwi Bhi Ek Ajeeb Tarah Ki Pehli Hai, Saal Bhar Miya Ko Pareshan Karke Jeene Nahi Deti, Aur Karva Chauth Ka Vrat Rakh Ke Marne Nahi Deti" - Welcome Back
- 24 -
"Yeh Mera Pasina Nahi Mera Khoon Hai Joh Pani Bankar Behta Hai Mere Badan Se" - Yeshwant
- 25 -
"Yeh Delhi Bas Mooh Hai Is Liye Batar-Batar Karti Rehti Hai, Yeh Karna Hai, Yeh Hona Chahiye, Hum Mein Dikhana Hai, Bas Dil Ko Tasalli Dene Ke Liye Achcha Lafz Hai Delhi" - Tirangaa
Top Dialogues Status For Whatsapp From Nana Patekar Movies
- 26 -
"Duniya Mein Do Hi Cheezon Ki Keemat Hai, Ek Zameeno Ki, Doosri Kameeno Ki" - Welcome Back
- 27 -
"Bhai Mat Bol, Emotional Ho Jaata Hoon Main" - Bluffmaster
- 28 -
"Apne Saath Kaam Karna Hai Toh Usse Imtihaan Mein Toh Bethna Hi Padega" - Parinda
- 29 -
"Upar Waale Ne Insaan Ke Shareer Mein Nau Chhed Kiye Hai, Do Kaan Ke, Do Naak Ke, Do Aankh Ke, Ek Mooh Ka, Baki Ke Do Tu Jaanta Hai, Sapne Mein Bhi Galat Socha Na, Dusva Chhed Kar Doonga" - Ab Tak Chhappan 2
- 30 -
"Raajneeti Mein Hamesha Jeet Ko Maan Milta Hai" - Raajneeti
Superhit Dialogues Quotes Of Nana Patekar in Hindi
- 31 -
"Hum Bhale Hi Upar Waale Ko Alag Alag Naam Se Pukarte Hai, Lekin Hamara Dharam Ek Hai Mazhab Ek Hai, Insaniyat" - Krantiveer
- 32 -
"Pandra Sau Ki Naukri Karne Waala, Ek Din Tujhe Dedh Sau Ka Kafan Pehnayega" - Tirangaa
- 33 -
"Hum Sab System Ka Hissa Hai, System Decide Karta Hai, Apun Follow Karta Hai" - Ab Tak Chhappan
- 34 -
"Destiny Bahut Beraham Hoti Hai, Yeh Apne Doston Se Mooh Pherne Par Aur Dushmanon Se Baat Karne Par Majboor Kar Deti Hai" - Wajood
- 35 -
"Sache Police Ki Ya Toh Maut Hoti Hai, Ya Toh Suspend Kiya Jaata Hai" - Tirangaa
Funny Memes From Nana Patekar Movies Dialogues
- 36 -
"Ek Khatmal Poori Raat Ko Apahij Kar Deta Hai" - Yeshwant
- 37 -
"Sunday Ke Baad Monday, Rupaye Ke Char Ande, Khaye Kisi Aur Ne Dande, Ab Raj Kar Rahe Hai Mushtande" - Raju Ban Gaya Gentleman
- 38 -
"Aye Chal Aye Preity, Zinta Ho Ja Yahan Se Chal" - Bluffmaster
- 39 -
"Is Desh Ke Gaddaron Ko Anjaam Tak Pahunchana, Yahi Meri Zindagi Ka Maqsad Hai" - Kohram
- 40 -
"It's Not My Hobby, It's My Passion" - Paathshaala
नाना पाटेकर के सुपरहिट डायलॉग
- 41 -
"Ek Mandir Ka Diya Bhi Tereko Tawaif Ke Kothe Ki Laal Batti Lagta Hai" - Ghulam-E-Musthafa
- 42 -
"Is Bambai Shehar Mein Jhagda Karne Se Sar Phoote Na Phoote, Lekin Mohabbat Karne Se Dil Tootne Ka Guarantee" - Raju Ban Gaya Gentleman
- 43 -
"Har Koi Degree Diploma Le, Engineer Banne Koi Zaroori Nahi, Gavaskar, Tendulkar, Zakir Hussain Ko Koi Nahi Poochta, Tumhari Degree Kya Hai?" - Wajood
- 44 -
"Aaj Kal Toh Do Hi Logon Ko Kaam Milta Hai, Joh Bahut Neeche Hai, Mazdoori Karte Hai, Ya Toh Bahut Oonche Hai, Is Jaise Beech Waale Logon Ka Haal Toh Beech Waalon Jaisa Ho Gaya Hai, Taali Bajao Aur Paisa Maango" - Ankush
- 45 -
"Paanch Dus Pandrah Crore Paise Ki Koi Fikar Nahi Hai, Image, Image Ka Falooda Kar Diya, Vaat Lagayi Tune" - Bluffmaster
नाना पाटेकर के दमदार डायलॉग
- 46 -
"Har Koi Subah Nikalta Hai Soochke Ki Aaj Kuch Achcha Hoga, Raat Tak Bas Booch Achcha Beheta Hai" - Taxi No. 9211
- 47 -
"Senior Officers Hai Na Mausam Ki Tarah Hote Hain, Badalte Rehte Hai" - Ab Tak Chhappan
- 48 -
"Ek Fauji Ke Liye Har Lamha, Har Samna, Ek Ladai Hai" - Wajood
- 49 -
"Auraton Par Kabhi Yakeen Mat Karna, Mardon Ke Liye Woh Maut Hoti Hai, Kubool Kare Toh Shohar Banakar Maarti Hai, Thukra De Toh Deewana Banakar" - Wajood
- 50 -
"Saala Khud Marna Hai Toh Marr Na, Doosre Ki Kaiko Vaat Lagata Hai" - Taxi No. 9211
#
- 51 -
"Gandhiki Jab Tak Deewar Par The Humne Haar Pehnaye, Note Par Aa Gaye, Humne Jeb Mein Daal Liye" - Ab Tak Chhappan 2
- 52 -
"What You Perceive Is Your Reality, What I Perceive Is My Reality, There Is No Reality As Such, There Are Only Perceptions" - Ab Tak Chhappan 2
- 53 -
"Tum Log Society Ka Kachra Hai, Main Society Ka Jamadar" - Ab Tak Chhappan
- 54 -
"Force Kisi Ke Baap Ki Jagir Nahi Hai, Force Ki Apni Ek Dignity Hai, Us Dignity Ko Barkarar Rakhna Hamari Zimmedari Hai" - Ab Tak Chhappan 2
- 55 -
"Tu Apne Crore Pe, Main Apne Road Pe, Maaze Karenge" - Taxi No. 9211
#
- 56 -
"Darr Ko Apna Bana Lo, Dost Ban Jaata Hai" - Wedding Anniversary
- 57 -
"Jis Desh Ko Hamare Buzurgon Ne Apne Pranon Ki Aahuti Dekar Azaad Karaya, Ussi Desh Mein In Kayaron Ki Fauj Pal Rahi Hai" - Pratighaat
- 58 -
"Kambakht Yeh Neend Ki Goli Sula Toh Deti Hai, Lekin Lori Nahi Sunati" - Hum Dono
- 59 -
"Sarphire Hi Itihaas Likhte Hai, Samajhdar Usse Padhte Hai" - Wedding Anniversary
- 60 -
"Bade Khudgarz Hote Hai Hum, Jisse Pasand Karte Hai Uski Buraiyan Bhool Jaate Hai, Jisse Nafrat Karte Hai Uski Achaiyan Bhool Jaate Hai" - Wedding Anniversary
#
- 61 -
"Saale Teri Aankhen Bahut Bolti Hai, Gaali De Rahi Hai" - Bluffmaster
- 62 -
"Chalo Ro Lo, Kyun Ki Aaj Ke Baad Is Ghar Mein Koi Royega Nahi" - Ghulam-E-Musthafa
- 63 -
"Sadak Pe Tamasha Karne Waala Aur Dekhne Waala, Dono Ka Taqdeer Kharab Hai" - Raju Ban Gaya Gentleman
- 64 -
"Aaj Kal Ke Rishtey Is Ice Cube Ki Tarah Hai, Paani Mein Gire Aur Apna Wajood Kho Behte" - Wedding Anniversary
- 65 -
"Kafan Mein Jeb Nahi Hoti, Kabar Mein Safe Nahi Hoti Aur Maut Ke Farishtey Rishwat Nahi Lete" - Wedding Anniversary
#
- 66 -
"Trailer Aksar Achcha Hota Hai, Film Bakwas Nikalti Hai" - Bluffmaster
- 67 -
"Phatte Huye Joote Ke Chedh Se Us Paar Dekhoge Na, Haqeeqat Nazar Aayegi, Joota Bada Duniya Choti Nazar Aayegi, Kismat Phatke Haath Mein Aa Jayegi" - Raju Ban Gaya Gentleman
- 68 -
"Hamare Haathon Mein Itni Hararat Hai, Ki Kisi Bhi Jism Ko Tarashkar Taj Mahal Bana De, Aur Unhi Haathon Mein Itna Barood Thoosa Hai, Ke Mazboot Se Mazboot Killay Ko Bhi Todh De" - Wajood
- 69 -
"Duniya Bahut Choti Hai, Yahan Koi Aaisi Jagah Nahi, Jahan Tum Mujhse Chup Sako" - Agni Sakshi
- 70 -
"Hamere Baad Mehfil Mein Afsane Bayan Honge, Baharen Humko Dhoondengi, Na Jaane Hum Kahan Honge" - Tarkieb
#
- 71 -
"Kisi Bhi Kahani Mein Ya Upanyas Mein, Apni Zindagi Ka Anubhav Aur Tajurbe Ka Reflection Dikhta Zaroor Hai" - Yatra
- 72 -
"Zindagi Ka Har Pal Aakhri Samajhkar Jeena Chahiye, Tab Zindagi Ka Asli Maza Aata Hai" - Wedding Anniversary
- 73 -
"Main Toh Laawaris Tha, Lekin Mere Marne Ke Baad Meri Laash Laawaris Nahi Hogi" - Ghulam-E-Musthafa
- 74 -
"Yaadein Anth Mein Kiska Haath Pakadkar Jaati Hai Maloom?, Maut Ka" - Yatra
- 75 -
"Duniya Mein Sabse Zyada Respect Karta Hoon Main Apni, Aarti Utaarta Hoon Roz Khud Ki" - Bluffmaster
#
- 76 -
"Aap Toh Aap Hai, Aap Sab Kuch Hai, Aur Toh Aur Hai, Aur Kuch Bhi Nahi" - Yatra
- 77 -
"Shaq Kabhi Marta Nahi" - Wedding Anniversary
- 78 -
"Kisi Ka Dost, Kisi Ka Raazdaar, Kisi Ka Humdard, Duniya Mein Har Koi Kisi Na Kisi Ka Kuch Hota Hi Hai" - Wedding Anniversary
- 79 -
"Shareer Ki Seemayein Hoti Hai, Beemaar Hota Hai, Thak Jaata Hai, Bhook Lagti Hai, Sota Hai, Janam Leta Hai, Kuch Pal Yahan Guzarta Hai, Mar Jaata Hai, Chahat Ka In Cheezon Se Koi Rishta Nahi, Koi Sambandh Nahi, Chahat Ki Na Umar Hoti Hai, Na Maut, Passion Is Immortal" - Wedding Anniversary
- 80 -
"Phool Kabhi Bhawron Se, Kinare Kabhi Leharon Se, Aur Patte Kabhi Hawa Ko Dawat Nahi Dete, Unka Toh Choli Daaman Ka Saath Rehta Hai" - Wedding Anniversary
#
- 81 -
"Zindagi Barsaat Ki Sadak Ki Tarah Hoti Hai, Kabhi Phislan, Kabhi Thokar" - Wedding Anniversary
- 82 -
"Jab Kisi Ko Jaan'na Hai, Kisi Ki Chahat Ko Pechaan'na Hai, Zaroori Hai Ki Pehle Khud Ko Pehchaano, Varna Chalte Raho Zindagi Bhar Rail Ki Patri Ki Tarah, Milne Ki Koi Gunjaish Hi Nahi" - Wedding Anniversary
- 83 -
"Zakhm Maine Diye Hai Marham Bhi Main Hi Lagaunga" - Agni Sakshi
- 84 -
"Pichle Pachaas Saalo Mein Hamare Desh Ne Sirf Mantri Aur Minister Paida Kiye Hai, Ek Neta Paida Nahi Kiya" - Hu Tu Tu
- 85 -
"Sikke Ki Jhankar Aur Uski Chamak, Aadmi Ko Andha Bana Deti Hai" - Yatra
#
- 86 -
"Nobody Is Virgin In This World, Yahan Tak Ki Kudrat Bhi Virgin Nahi Hai, Updar Baadal Ek Doosre Se Chhedkhani Karte Hai, Neeche Hum Bheeg Jaate Hai, Kehte Hai Baarish Ho Gayi" - Wedding Anniversary
- 87 -
"Hamare Bhoot Ka Koi Bhavishya Nahi Hota, Lekin Woh Bhoot Hamare Vartamaan Mein Zinda Rehta Hai" - Wedding Anniversary
- 88 -
"Saanp Aur Paap Hamesha Chaap Chhod Jaate Hai" - Ek: The Power Of One
- 89 -
"Hindu Ko Namaskar Nahi Bolega, Musalman Ko Salaam Nahi Karega, Christian Ko Good Morning Nahi Bolega, Kyun Ki Apan Yahan Language Ka Lafda Karne Nahi Aiyla" - Raju Ban Gaya Gentleman
- 90 -
"Yeh Duniya Banane Waala Apni Hi Duniya Mein Aakar Besahara Ho Gaya, Tu Kis Khet Ki Mooli Hai?" - Raju Ban Gaya Gentleman
#
- 91 -
"Prem Is Prithvi Ki Amar Bhavna Hai, Prem Jeevan Deta Hai Aur Jeevan Is Hi Prem Ki Agni Mein Jalkar Bhasma Ho Jaata Hai" - Yatra
- 92 -
"Paisa, Paisa, Sote Ko Jagaye Paisa, Rote Ko Hasaye Paisa, Kanoon Banaye Paisa, Dharam Ko Nachaye Paisa, Barood Bichaye Paisa, Sheharon Ko Jalaye Paisa" - Yatra
- 93 -
"Zindagi Ke Ek Modh Par Jaakar Log Aksar Yehi Sochte Hai Kaash, Zindagi Phir Se Jeene Mil Jaati" - Yatra
- 94 -
"Hamare Beete Huye Kal Ka Koi Shareer Nahi Hota, Lekin Uski Maujoodgi Ka Ehsaas Hamare Aaj Ko Jinjhoor Deta Hai" - Wedding Anniversary
- 95 -
"Tere Honthon Ka Kaala Til Joh Nashtar Bankar Chubta Hai, Karoon Kurbaan Samarkandon Bukhara Iske Badle Mein" - Yatra
Related Posts :
Thanks For Reading Nana Patekar Dialogues | Nana Patekar Quotes From Movies. Please Check Daily Updates On TheMoviesRepublic.com For Get Latest Movie Reviews, Web Series Reviews, Movies And Web Series Lists And Interesting Facts About Movies in Hindi.
No comments:
Post a Comment